आज पुरानी राहों से Aaj Purani Raaho Se Lyrics in Hindi from Aadmi (1968)

Aaj Purani Raaho Se Lyrics in Hindi. आज पुरानी राहों से song from Aadmi 1968. It stars Dilip Kumar, Manoj Kumar, Waheeda Rehman. Singer of Aaj Purani Raaho Se is Mohammed Rafi. Lyrics are written by Shakeel Badayuni Music is given by Naushad Ali

Song Name : Aaj Purani Raaho Se
Album / Movie : Aadmi 1968
Star Cast : Dilip Kumar, Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Singer : Mohammed Rafi
Music Director : Naushad Ali
Lyrics by : Shakeel Badayuni
Music Label : Saregama

Aaj Purani Raaho Se Lyrics in Hindi :

आज पुरानी राहों से कोई
मुझे आवाज न दे
आज पुरानी राहों से कोई
मुझे आवाज न दे
दर्द में डूबे गीत न दे
ग़म का सिसकता साज न दे
दर्द में डूबे गीत न दे
ग़म का सिसकता साज न दे

बीते दिनों की याद थी जिनमे
मैं वह तराने भूल चूका
आज नयी मंजिल है मेरी
कल के ठिकाने भूल चूका
न वह दिल ना सनम
न वह दिन धरम
अब्ब दूर हूँ सारे गुनाहों से
आज पुरानी राहों से कोई
मुझे आवाज न दे

टूट चुके सब प्यार के
बंधन आज कोई जंजीर नहीं
शीशा-इ-दिल में अरमानों
की आज कोई तस्वीर नहीं
अब्ब शाद हूँ मैं
आज़ाद हूँ मैं
कुछ काम नहीं है ाहो से
आज पुरानी राहों से कोई
मुझे आवाज न दे
दर्द में डूबे गीत न दे
ग़म का सिसकता साज न दे

जीवन बदला दुनिया बदली
मनन को अनोखा ज्ञान मिला
आज मुझे अपने ही दिल में
एक नया इंसान मिला
पहुँचा हूँ वहाँ
नहीं दूर जहां
भगवान् भी मेरी निगाहों से
आज पुरानी राहों से कोई
मुझे आवाज न दे.

Aaj Purani Raaho Se Lyrics in English :

Aaj purani raahon se koyi
Mujhe aawaaj na de
Aaj purani raahon se koyi
Mujhe aawaaj na de
Dard mein dube geet na de
Gham ka sisakta saaj na de
Dard mein dube geet na de
Gham ka sisakta saaj na de

Beete dino ki yaad thi jiname
Main woh taraane bhul chuka
Aaj nayi manzil hai meri
Kal ke thikaane bhul chuka
Na woh dil na sanam
Na woh din dharam
Abb door hoon sare gunaaho se
Aaj purani raahon se koyi
Mujhe aawaaj na de

Toot chuke sab pyar ke
Bandhan aaj koyi janjir nahi
Sheesha-e-dil mein armaano
Ki aaj koyi tasvir nahi
Abb shaad hoon main
Aazad hoon main
Kuch kaam nahi hai aaho se
Aaj purani raahon se koyi
Mujhe aawaaj na de
Dard mein dube geet na de
Gham ka sisakta saaj na de

Jivan badala duniya badali
Mann ko anokha gyaan mila
Aaj mujhe apne hi dil mein
Ek naya insaan mila
Pohuncha hoon wahaan
Nahi door jahaan
Bhagvaan bhi meri nigaaho se
Aaj purani raahon se koyi
Mujhe aawaaj na de.

See More Songs of Aadmi 1968