कैसी हसीं आज Kaisi Haseen Aaj Lyrics in Hindi from Aadmi (1968)

Kaisi Haseen Aaj Lyrics in Hindi. कैसी हसीं आज song from Aadmi 1968. It stars Dilip Kumar, Manoj Kumar, Waheeda Rehman. Singer of Kaisi Haseen Aaj is Mohammed Rafi, Talat Mahmood. Lyrics are written by Shakeel Badayuni Music is given by Naushad Ali

Song Name : Kaisi Haseen Aaj
Album / Movie : Aadmi 1968
Star Cast : Dilip Kumar, Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Singer : Mohammed Rafi, Talat Mahmood
Music Director : Naushad Ali
Lyrics by : Shakeel Badayuni
Music Label : Saregama

Kaisi Haseen Aaj Lyrics in Hindi :

कैसी हसीं आज बहारों की रात है
एक चाँद आसमान पे है
ो देने वाले तूने तो कोई कमी न की
अब्ब किसको क्या मिला

छाया है हुस्नो इश्क़ पे एक रेंज बेखुदी
छाया है हुस्नो इश्क़ पे एक रेंज बेखुदी
आते है जिंदगी में यह आलम कभी कभी
हर घुम को भूल जाओ
एक चाँद आसमान पे है

आयी है वह बहार के नगमे उबल पड़े
ऐसी ख़ुशी मिली है के आंसू निकल पड़े
होंठो पे है दुवाये
अब्ब किसको क्या मिला

मस्ती सिमट के प्यार के गुलशन में आ गयी
मस्ती सिमट के प्यार के गुलशन में आ गयी
मेरी ख़ुशी भी आपके दामन में आ गयी
भावरा काली से दूर नहीं
अब्ब किसको क्या मिला
कैसी हसीं आज बहारों की रात है
एक चाँद आसमान पे है

Kaisi Haseen Aaj Lyrics in English :

Kaisi haseen aaj bahaaro ki raat hai
Ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai
O dene waale tune to koyi kamee na kee
Abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai

Chhaaya hai husno ishq pe ek range bekhudi
Chhaaya hai husno ishq pe ek range bekhudi
Aate hai jindagi mein yeh aalam kabhi kabhi
Har ghum ko bhul jaao, khushi ki baaraat hai
Ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai

Aayi hai woh bahaar ke nagame ubal pade
Aisi khushi mili hai ke aansoo nikal pade
Honto pe hai duwaaye, magar dil pe haath hai
Abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai

Masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi
Masti simat ke pyaar ke gulshan mein aa gayi
Meri khushi bhi aapke daaman mein aa gayi
Bhavra kali se dur nahi, saath saath hai
Abb kisko kya mila, yeh muqaddar ki baat hai
Kaisi haseen aaj bahaaro ki raat hai
Ek chaand aasmaan pe hai, ek mere saath hai.

See More Songs of Aadmi 1968