दिल ज़िंदा रखने के लिए Dil Zinda Rakhne Ke Liye Lyrics in Hindi from Surkhiyaan (1985)

Dil Zinda Rakhne Ke Liye Lyrics in Hindi. दिल ज़िंदा रखने के लिए song from Surkhiyaan 1985. It stars Naseeruddin Shah, Moon Moon Sen, Suresh Oberoi, Kulbhushan Kharbanda, Nandini Sen, Zohra. Singer of Dil Zinda Rakhne Ke Liye is Asha Bhosle, Kishore Kumar. Music is given by Vanraj Bhatia

Song Name : Dil Zinda Rakhne Ke Liye
Album / Movie : Surkhiyaan 1985
Star Cast : Naseeruddin Shah, Moon Moon Sen, Suresh Oberoi, Kulbhushan Kharbanda, Nandini Sen, Zohra
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar
Music Director : Vanraj Bhatia
Music Label : Ultra

Dil Zinda Rakhne Ke Liye Lyrics in Hindi :

दिल ज़िंदा रखने के लिए
कोई दर्द ज़रूरी होता हैं
दर्द भरी इस दुनिया में
हम दर्द ज़रूरी होता हैं
दिल ज़िंदा रखने के लिए
कोई दर्द ज़रूरी होता हैं
दर्द भरी इस दुनिया में
हम दर्द ज़रूरी होता हैं
हम दर्द ज़रूरी होता हैं

साहिल साहिल तूफ़ान देखे
लहर लहर मजधार यहाँ
साहिल साहिल तूफ़ान देखे
लहर लहर मजधार यहाँ
बदलेंगे ये हालात कभी ये
बदलेंगे ये हालात कभी ये
ऐसे हैं आसान कहाँ
ऐसे हैं आसान कहाँ
दिल ज़िंदा रखने के लिए
कोई दर्द ज़रूरी होता हैं
दर्द भरी इस दुनिया में
हम दर्द ज़रूरी होता हैं
हम दर्द ज़रूरी होता हैं

बीते कल के जख्म है दिल पर
आने वाले कल के ग़म
दोनों के जो दाग मिटा दे
कहाँ छुपा हैं वह हमदम
तनहा तनहा जीवन सबका
कोई किसी के पास नहीं
खोयी हैं खुद में दुनिया
औरों का एहसास नहीं
तनहा तनहा जीवन सबका
कोई किसी के पास नहीं
खोयी हैं खुद में दुनिया
औरों का एहसास नहीं
औरों का एहसास नहीं
दिल ज़िंदा रखने के लिए
कोई दर्द ज़रूरी होता हैं
दर्द भरी इस दुनिया में
हम दर्द ज़रूरी होता हैं
हम दर्द ज़रूरी होता हैं
हम दर्द ज़रूरी होता हैं
हम दर्द ज़रूरी होता हैं.

Dil Zinda Rakhne Ke Liye Lyrics in English :

Dil zinda rakhne ke liye
Koi dard zaroori hota hain
Dard bhari is duniya mein
Hum dard zaroori hota hain
Dil zinda rakhne ke liye
Koi dard zaroori hota hain
Dard bhari is duniya mein
Hum dard zaroori hota hain
Hum dard zaroori hota hain

Saahil saahil tufaan dekhe
Laher laher mazdhaar yahaan
Saahil saahil tufaan dekhe
Laher laher mazdhaar yahaan
Badlenge ye halaat kabhi ye
Badlenge ye halaat kabhi ye
Aise hain aasaan kahaan
Aise hain aasaan kahaan
Dil zinda rakhne ke liye
Koi dard zaroori hota hain
Dard bhari is duniya mein
Hum dard zaroori hota hain
Hum dard zaroori hota hain

Beete kal ke zakhm hai dil par
Aane waale kal ke gham
Dono ke jo daag mita de
Kahaan chhupa hain woh humdam
Tanhaa tanhaa jeevan sabka
Koi kisi ke paas nahin
Khoyi hain khud mein duniya
Auron ka ehsaas nahin
Tanhaa tanhaa jeevan sabka
Koi kisi ke paas nahin
Khoyi hain khud mein duniya
Auron ka ehsaas nahin
Auron ka ehsaas nahin
Dil zinda rakhne ke liye
Koi dard zaroori hota hain
Dard bhari is duniya mein
Hum dard zaroori hota hain
Hum dard zaroori hota hain
Hum dard zaroori hota hain
Hum dard zaroori hota hain.

See More Songs of Surkhiyaan 1985