जल जाने दो इस दुनिया को Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics in Hindi from My Sister (1944)

Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics in Hindi. जल जाने दो इस दुनिया को song from My Sister 1944. It stars null. Singer of Jal Jaane Do Is Duniya Ko is Suprava Sarkar. Lyrics are written by Pandit Bhushan Music is given by Pankaj Mullick

Song Name : Jal Jaane Do Is Duniya Ko
Album / Movie : My Sister 1944
Star Cast : null
Singer : Suprava Sarkar
Music Director : Pankaj Mullick
Lyrics by : Pandit Bhushan
Music Label : Saregama

Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics in Hindi :

जल जाने दो इस दुनिया को दुनिया को
जब इसमें सच्चा प्यार नहीं
यहाँ दिल ठुकराए जाते हैं
और कोई और कोई
और कोई किसी का यार नहीं
जल जाने दो जल जाने दो

ये गरज़ नहीं ये गरज़ नहीं
कोई ख़ुदग़र्ज़ों की बस्ती है
इन्हें लेने को इन्हें लेने को
तैयार हैं सब
देने को कोई तैयार नहीं
जल जाने दो जल जाने दो

आँखों में किसी की शर्म नहीं
सब एक हरम के नंगे हैं
आँखों में किसी की शर्म नहीं
सब एक हरम के नंगे हैं
मतलब के मतलब के हैं
लाखों दोस्त मगर
ग़म ख्वार नहीं
ग़म ख्वार नहीं
जल जाने दो जल जाने दो
जल जाने दो इस दुनिया को इस दुनिया को
जब इसमें सच्चा प्यार नहीं
यहाँ दिल ठुकराए जाते हैं
और कोई और कोई
और कोई किसी का यार नहीं.

Jal Jaane Do Is Duniya Ko Lyrics in English :

Jal jaane do is duniya ko duniya ko
Jab ismein sachcha pyaar nahin
Yahaan dil thhukraaye jaate hain
Aur koi aur koi
Aur koi kisi ka yaar nahin
Jal jaane do jal jaane do

Ye garaz nahin ye garaz nahin
Koi khudgarzon ki basti hai
Inhen lene ko inhen lene ko
Taiyyaar hain sab
Dene ko koi taiyyaar nahin
Jal jaane do jal jaane do

Aankhon mein kisi ki sharam nahin
Sab ek haram ke nange hain
Aankhon mein kisi ki sharam nahin
Sab ek haram ke nange hain
Matlab ke matlab ke hain
Laakhon dost magar
Gham khwaar nahin
Gham khwaar nahin
Jal jaane do jal jaane do
Jal jaane do is duniya ko is duniya ko
Jab ismein sachcha pyaar nahin
Yahaan dil thukraaye jaate hain
Aur koi aur koi
Aur koi kisi ka yaar nahin.

See More Songs of My Sister 1944