वक़्त के साथ Waqt Ke Saath Lyrics in Hindi from Begaana (1986)

Waqt Ke Saath Lyrics in Hindi. वक़्त के साथ song from Begaana 1986. It stars Dharmendra, Kumar Gaurav, Rati Agnihotri. Singer of Waqt Ke Saath is Asha Bhosle, Mohammed Aziz. Lyrics are written by Anjaan Music is given by Anu Malik

Song Name : Waqt Ke Saath
Album / Movie : Begaana 1986
Star Cast : Dharmendra, Kumar Gaurav, Rati Agnihotri
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Music Director : Anu Malik
Lyrics by : Anjaan
Music Label : Saregama

Waqt Ke Saath Lyrics in Hindi :

चल रहा हूँ मेरे दिल में
सिर्फ चलने की ख़ुशी हैं
आने वाले कल की सूरत
मेरी आँखों में बसी हैं
मर चुके हैं वो जो
थक कर राश्ते में बैठ जाये
वक़्त से लड़ता रहा मैं
वक़्त का मारा नहीं हूँ

वक़्त के साथ हर ज़ख्म भरता नहीं
वक़्त के साथ हर ज़ख्म भरता नहीं
फिर भी जीते हैं सब कोई मरता नहीं
फिर भी जीते हैं सब कोई मरता नहीं

वक़्त का ज़ख़म सह जाये ऐसे हैं काम
वक़्त का ज़ख़म सह जाये ऐसे हैं काम
वक़्त गए न गुजरे गुजरता नहीं
फिर भी जीते हैं सब कोई मरता नहीं

वक़्त होता हैं क्या ये उसे हैं पता
वक़्त की आग में जो जला हैं
वक़्त का दूसरा नाम तक़दीर हैं
ज़ोर किस्मत पे किसका चला हैं
वक़्त की ठोकरें चूर कर दे जिसे
वो बिगड के स्वरता नहीं
वक़्त का ज़ख़म सह जाये ऐसे हैं काम
वक़्त गए न गुजरे गुजरता नहीं
फिर भी जीते हैं सब कोई मरता नहीं

धुप बनके कभी छाव बनके कभी
वक़्त चहरे बदलता रहेगा
वक़्त की ठोकरें खा के भी आदमी
युही गिरता संभलता रहेगा
वो है क्या आदमी अपनी हिम्मत से
जो वक़्त का रुख बदलता नहीं
वक़्त के साथ हैं ज़ख्म भरता नहीं
फिर भी जीते हैं सब कोई मरता नहीं
फिर भी जीते हैं सब कोई मरता नहीं

वक़्त की ढूंड से हम जो गुजरे कभी
राह सूझे न कोई कही ू ू
आती जाती रही वक़्त की आँधिया
चाँद सूरज भुजे तो नहीं
चाँद सूरज भुजे तो नहीं

वक़्त हैं बेरहम कर ले कुछ भी सितम
वक़्त हैं बेरहम कर ले कुछ भी सितम
वक़्त हमसे जुदा तो नहीं जीते जी क्यों मरे
वक़्त से क्यों डरे वक़्त अपना खुदा तो नहीं
वक़्त अपना खुदा तो नहीं
वक़्त अपना खुदा तो नहीं
वक़्त अपना खुदा तो नहीं.

Waqt Ke Saath Lyrics in English :

Chal raha hoon mere dil mein
Sirf chalne ki khushi hain
Aane wale kal ki surat
Meri aankho mein basi hain
Mar chuke hain wo jo
Thak kar rashte mein baith jaye
Waqt se ladta raha main
Waqt ka mara nahin hoon

Waqt ke sath har zkham bharta nahin
Waqt ke sath har zkham bharta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin

Waqt ka zkham sah jaye aise hain kam
Waqt ka zkham sah jaye aise hain kam
Waqt gaye na gujare gujarta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin

Waqt hota hain kya ye use hain pata
Waqt ki aag mein jo jala hain
Waqt ka dusara naam takdir hain
Zor kismat pe kiska chala hain
Waqt ki thokre chur kar de jise
Wo bigad ke swarta nahin
Waqt ka zkham sah jaye aise hain kam
Waqt gaye na gujare gujarta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin

Dhup banke kabhi chhav banke kabhi
Waqt chehare badalta rahega
Waqt ki thokre kha ke bhi aadmi
Yuhi girta sambhalta rahega
Wo hai kya aadmi apni himmat se
Jo waqt ka rukh bdalta nahin
Waqt ke sath hain zkham bharta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin

Waqt ki dhund se hum jo gujare kabhi
Rah sujhe na koi kahi oo oo
Aati jati rahi waqt ki aandhiya
Chand sooraj bhuje to nahin
Chand sooraj bhuje to nahin

Waqt hain berham kar le kuch bhi sitam
Waqt hain berham kar le kuch bhi sitam
Waqt humse zuda to nahin jite ji kyun mare
Waqt se kyu dare waqt apna khuda to nahin
Waqt apna khuda to nahin
Waqt apna khuda to nahin
Waqt apna khuda to nahin.

See More Songs of Begaana 1986